
Accumulation Cryptocurrency me wo area (Price Range) ko kaha jata hai jaha Price naa jada upar jati hai naa jada niche jati hai.
jo bhi Accumulation Zone hota hai, uss Price range me jo Crypto ka Price hai wo ruk jata hai.. or aisa kaha jata hai ki jab bhi aesa hota hai uska matlab hai Bade level par iss coin ko kharida ja raha hai or ussi Price par bahut log sell bhi kar rahe hai.
Agar bahut teji se Pump and Dump hota hai, uske baad agar kisi Price par aakar ruk jata hai or Volume high hone ke baad bhi Price upar nahi jata to iska Matlab hai Whale Accumulate kar rahi hai (Bade Amount me Coin ko kharid rahi hai).
« Back to Glossary Index