
Circulating Supply kisi bhi Cryptocurrency ki wo number hote hai jitne Coin uske market me uplabdh hai or Public ke pass hai.. Isme wo coin nahi aayenge jo Locked hai Doveloper ke through, ya mine hona baki hai.
ye Total Supply ka wo part hai jisko log buy or sell karke trading kar sakte hai.
Kisi bhi Cryptocurrency ka Price calculate karne ke liye usko Circulating Supply or Demand ke according calculate kiya jata hai.
Jese Bitcoin ki Total Supply 2,10,00,000 hai jisme se abhi circulation me ₿18,660,000 (20 March 2021) hai.
« Back to Glossary Index