
Coin burning ek Process hai Coins ko kisi aese Public Address par transfer karne ki jiski Private key passme nahi hoti, jiska matlab hai wo coins ab kabhi use me nahi aa sakte.
Coin Burn karne ka main karan hota hai, ki jitne bhi coin circulation me hai usko kam karna.. Matlab maan lo Cryptocurrency ke coin ki supply 10,000 hai jisme se 1000 burn kar diye to ab jo Total supply hai wo 9000 bachegi..
Aesa karne se jo Coin ke Long time HODL karke rakhe hai unko fayda hota hai, kyu ki coin circulation me kam hone ke karan unka price badh jata hai.
« Back to Glossary Index