
Cryptocurrency ek tarah ki Digital Currency hai jiska transaction confirm karne ke liye koi centralized system nahi rehta.. jo bhi Transaction hai usko verify or record decentralized tarike se kiya jata hai jisme puri detail Blockchain par rehti hai.. ye jo Pura system hai usko Cryptography kaha jata hai..
Cryptocurrency ko Short me “Crypto” bhi kaha jata hai.
Cryptocurrency ka sabse pehla Example hai Bitcoin (BTC) jo Blockchain Technology par banai gai sabse pehli currency hai.
Baki abhi market me bahut si cryptocurrency aa chuki hai, jo aap CMC par dekh sakte hai.
« Back to Glossary Index