Custodial Wallet

Custodial Wallet 1

Custodial Wallet Cryptocurrency me wo wallet hote hai, jisme hamare Crypto ki Private key hamare pass nahi hoti, iska example hai Exchange.

Exchange par ham apne Cryptocurrency ko HODL karke rakh sakte hai or Trading kar sakte hai, par agar TLT karke chal rahe hai to Best tarika wahi hai ki hamare pass Crypto ki Private key ho.. uske liye aap Non Custodial Wallet use kar sakte hai.

Dhiyan rakhe, Crypto me ek Popular Line hai, “Agar aapke Pass Aapke CryptoCurrency ki Private Key, to Samaj lo Aap uske Malik nahi”

Hamesa apni Private key ko secure karke rakhe.

« Back to Glossary Index