DYOR short form hai Do Your On Research ka, jiska matlab hai jo bhi Information aapse share ki hai usko financial advice naa mane or apni taraf se bhi khud ki research kare, uske baad apna faisla le.

Jese ye to aap Jante hi hoge, Crypto currency ka Price kitna upar niche jata hai, or ye koi nahi bata sakta ki kis coin ka price kitna upar niche jayega ya kab jayega.. Par TA karke ya market ki news ke according ham andaja laga sakte hai.. to aese me jab bhi koi aesi information share karte hai jisme Paise ka Loss ho sakta hai to wo DYOR jarur mention karte hai.
Simple Jab bhi #DYOR aapko kahin dikhe samaj jana, samne wala jo bhi information aapko de raha hai uske sath wo keh raha hai aap khud bhi ispar apne se research kare, ankh band karke wispas naa kare.
« Back to Glossary Index