
Early Birds unn logo ko kaha jata hai jo kisi bhi field me sabse pehle enter karte hai.
Wese Kisi bhi Project ko lelo, usme jo bhi Early Words hote hai, matlab jo starting me jude hote hai unko sabse jada fayda hota hai.
Agar baat kare Cryptocurrency me Early Birds ki to ham unko Early Birds kahege jinhone 2010-2012 me Bitcoin ko kharida..
Wese koi bhi New Project agar aata hai or starting me ham usko join karte hai to ham bhi uss project ke liye Early Birds kehlayega.
« Back to Glossary Index