HODL galat Spelling hai “Hold” ki, jiska matlab hai rok kar rakho.
ek war Crypto forum me kisi se galat type kar diya tha or Hold ki jagha HODL likh diya.. jabse hi issko use kiya jata hai Crypto World me.

Jese agar koi aapse kahega ki apne coin ko abhi sell mat karo HODL karke rakho.
HODL koi bhi karta hai to bhale Price upar chali jaye ya niche chali jaye wo apne coin ko sell nahi karta ye soch kar ki bhale Price niche chala gaya upar jayega hi.
Jese agar koi acha coin hai or usko aap abhi kharid lete hai or lambe time tak HODL karke rakhte hai to usko Price badega to Lambe time me aapko jada fayda hoga.
« Back to Glossary Index