
JOMO short form hai “Joy Of Missing Out” jo hamare emotion ko describe karta hai.. Jese agar koi Trader khus hai ki usme kisi Price par coin ko nahi kharida or uske baad Price niche chali jati hai.. matlab wo khush hai ki usne nahi kharida to uske paise bach gaye to ham keh sakte hai wo JOMO me hai.
JOMO me wo person hai jisme koi bhi action nahi liya to jo bhi market me upar niche ho raha usse jo usko nuksan hota uss time wo nahi ho raha or wo iss baat se khush hai.
Ye FOMO ka ulta hai, jisme emotions ke karan high rate me coin kharid lete hai.
« Back to Glossary Index