KYC

KYC 1

KYC jiska full Form hota hai “Know Your Customer” jiska matlab hai jo bhi aapke customer hai unki ID verify karke conform kare ki wo real hai, taki agar kabhi kuch galat hota hai to unki sahi jankari hone ke baja se unpar action liya jaye.

KYC hame karani padti hai agar ham kisi exchange ko use karke Crypto currency kharidna chate hai, ye isliye bhi jaruri hai taki Exchange ko pata hai kon user hai or wo kaha se hai.

KYC karane ka ek main reason ye bhi hai ki Money Laundering ko roka ja sake, kher agar hame bina KYC ke Bitcoin kharidna hai to aise Exchange bhi uplabd hai.

« Back to Glossary Index