
“Obsessive Cryptocurrency Disorder” ye trha ki bimari hai, ye normally unke liye kaha jata hai jo din me bahut war apna Portfolio ko open karke dekhte hai ki abhi kitna price hua.. isse upka jo mood hai wo upar niche hote rehta hai Price ki tarah..
Kyu ki ye to aap jante hi hoge Cryptocurrency bahut jada volatile hai isliye hame jada bhi Price ko nahi dekhna chahiye, or agar aapne TLT karke HODL kiya hai fir to aap daily bhi naa dekhe to bhi chalega.
« Back to Glossary Index