Paper Wallet

Paper Wallet 1

Paper Wallet Cryptocurrency ka wo wallet hota hai jo Page ki tarah hi hoga hai.. wese to ye ham PDF me bana sakte hai, par usko Print karke rakh sakte hai.. Paper wallet me “Public Key” or “Private Key” hote hai..

Paper Wallet jo Hardware Wallet or Software Wallet hote hai unhi ka alternative hai jo puri trha Offline rehta hai, jisse hack hone ka risk khatam ho jata hai.

Agar aapko Bitcoin ke liye Paper Wallet banana hai to aap www.bitaddress.org se bana sakte hai..

Tip: agar aap Paper Wallet banaye to website ko offline save karke, data Off karke fir paper wallet ko Print kare.

« Back to Glossary Index