
Cryptocurrency ka market agar uss condition me hai, jisme naa Price upar ja raha hai naa niche ja raha hai to iska matlab market abhi Sideways hai.
Normally ye suggest kiya jata hai ki agar market Sideways me hai to hame Trade nahi karni chahiye, kyu ki uske baad market ki direction kya hogi uska anjada lagana thoda muskil padta hai.
Sideways ke baad market Uptrend ki aur jayega ya Downtrend batana bahut muskil hai.
« Back to Glossary Index