TA

TA ka full Form hota hai “Technical Analysis

TA 1

Jab bhi kisi Crypto currency ke Price ko Graph me Analysis karte hai uske Chart ke according taki andaja lagaya ja sake ki ab price upar jayega ya niche.. usko Technical Analysis (TA) kehte hai.

Technical Analysis past me Price movement kesa raha uske upar kiya jata hai jisse hame ek idea mil jata hai ki aage kya ho sakta hai, or uske according hum aage ke liye ready ho sakte hai.

Agar hame pata karna hai ki Price upar jayega ya niche kisi bhi coin ka to uske liye Coin ka TA or FA karna jaruri hota hai.

TA wese to bahut bada topic hai jiske andar bahut kuch aata hai.. par agar kuch basic TA ki baat kare to aapko ye sab to aana hi cahiye:

Agar aapko ye sab Price Graph me read karna aa gaya to aap aasani se aage Price upar jayega ya niche uska andaza laga sakenge..

TA karne ke liye Aap TradingView.com ka use kar sakte hai.

« Back to Glossary Index