
Cryptocurrency me Token unko kaha jata hai jiski khudki Blockchain nahi hoti or wo kisi Dusre Coin ke Blockchain par rehte hai, Jese Example Matic jo Ethereum Blockchain par hai.
Normally Tokens ko Currency (coin) ki trha nahi dekha jata, inko use kiya jata hai inke use ke liye, ya fir agar Project accha hai to inko ek Asset ke rup me bhi HODL kiya jata hai.
« Back to Glossary Index